Kuch Khatta Meeta 




November 20th, 2007 | by Nem Singh
Jaa Rahe Ho Phir Se Mujhe Rula Rahe Ho Pass Ana Hai Mushkil Gar Tera Kya Khush Ho Tum Bhi Yah Mein bhi janta hun Kyon Lagta Hai Ki Tum Bhi Kuch Chupa Rahe Ho
Maine to bas mangi hain duayenPhoolon ki tarah hum yon hi muskarayen
Zindagi mai kuch na mila to kya gum hai, Khushi ko dhundhne se gam milte hain, jo dil duniya ke saare dard baat le, Vishavas banke log zindagi main aate hai, jise paya use chhor na sake.. Nafrat thi hamse to izhaar kyun kiya? Unki aankho me sitara nazar aata hai, Paas aakar bhi door chale jaate hain vo… Ajib hote hain yahan riste banate hai bigarathe hain,kuch banate hai apne liye to kuch geron ke liyeHam garon ko apana banate hain jeene ke lia
Ham nafrat bhi karte hain to pyar ke lia, krodh main tumko dhunte haipyar main tumko door bhagate haintum sochati ho ki hum kya hainye hami jante hain ki hum kya haihum tumko bhi nahi jante ki tum kya ho kon ho kahan se ai hobas etna jante hai ore jan lo tum bhiki kisi ne kaha tha humseLe aaya yahan tak tumako Hai vo koi tumhara apanaSunkar hum ye sab kuchh mayus ho gaye theDekh kar tumko hairan ho gayeAnjan the hum tumhare liaJana ye hamne tumse hi apane lia.Dekh kar tumko mayusPonchate hai hum ansu tumhare.hasaya tha tumko di himat bhi tumkojana tha apana hai hamdardi esilia tumseesi lia to kahata hun hai koi to rista mera tumse sadiyon purana……………… Tumhari muskarahat main pahchan hamari hoTumhari khusi main dard hamara hoOre kuch bhi nahi meri yahi bandigi haiBas etna samajh lo ki tumhare badhte kadam hi meri shan haiEsilia aaj ek bechari ………………………………..ki mari ko mera salam …………………………
Kya khabar thi hamen ki tumhen hamara dekhna gawara hi na hogaGunah to karte hain hum sararat ka, lakin tumhari saja ka koi khop nahin haiHain udas yahan lakin duniya mai hamen mayusi ka koi khariddar nahin haiEs jalimon ki duniya main kisi ko apana kahna bhi bekar hi hai. Hai nadan abhi……
Dhanyawad Nsingh
Sapne Dikha Ke Deep Bujha Rahe Ho…..oo
Kyon Suna Rahe Ho Aur Ab Kyon sata Rahe Ho
Humari Zindagi Le Ke Kahan Jaa Rahe Hoo
Na Jao Kahien pass aao yahin
Mujhe Phir Kyon Nahi Bula Rahe Ho
Mien Pass Aya tha tere bulaya tha tujhako
Doori Ka Ehsas Dilaya tha tune……ab tum hi
Kyon Door Jaa Rahe Ho
Kyon Muskura Rahe Ho.
Dil Mien Kya Hai Tere Yeh Mien Bhi Janta Hoon
…….. Hai Humari Zindagi Par Chhor Ke Ja Rahe Ho
Kyon Mujhe Is Gam Mien Ab Aur Tarpa Rahe Ho
Ajana Jaldi Se ………………………………………..
aapki dosti mili ye kya kam hai,
yeh gam zindagi main hardam milte hain,
aise log zindagi main bahut kam milte hain
khwab banke aankho main sama jaate hain.
Pehle to yeh yekin dilate hain ki wo hamare hain,
fir na jaane kyon tanha chhod jaate hain… Khushi mili, hans na sake,
gham mile to ro na sake,
zindagi ka yahi hai dastur,
jise chaha use pa na sake
dena tha zeher to Pyaar kyun kiya?
dekar zeher kehte hain ke peena hi hoga,
aur jab pee gaye zeher,
to kehte hain jeena hi hoga…
dubate hua ko kinaara nazar aata hai,
kaise roke aarzoo ke is samandar ko?
har sitam unka, ishara nazar aata hain…
marham lagane ki jagah zakhm de jaate hain vo…
ham akele the akele hain ab dard batayen kisako…
Har vo shaam jo aati hai tumhari yaad lekar,sote ko jagati hai yah avaj dekarKyon bhulate ho usako, hai nadan voKarti hai nadani roti hai akelaDoobi hai gam main sahara ho tumhiYad karti hai tumhi ko hardam ro ro karEsilia main aai laker ye sandesa Mat rulao usako do vo sab kuch usakoJo khoya usane apana hai usaka yahi sapana.
inkar bhi karte hai to ikraar ke lia
chalet chalet koi yon hi mil gaya tha pass se gujara to ek ….. chhor gaya tha Ek yad aati hai fariyad lati haiKuch kahne ko kahti hai kuch na karne ko kahti haiFir ek yad ati hai khushiyan sath lati ahiKuch na karne ko kahti hai bhul jane ko kahti haiBhool kar bhi bhula nahin pata jankar bhi pahchan nahin pataHai koi to mera jo kahta hai mujhseHai rishta tera usase sadiyon purana Ek avaj ati hai kah ke chali jati hai yadon ko taja kar jati haiTum yad na aya karo nahin to meri jan nikal jati hai Tumhen dekha to ye khayal ayaTum pari ho ya pariyon ki raniThiri jhick jhick thori chick chick karti ho nadaniThori najuk thori bhakuk esase mujhako haraniThori natkhat thori chanchal thori se beimaniChatur chaturi mamta teri lagati mujhko pyariDekh teri masumit ko hoti mujhko hairaniHoti mujhako hairani…………………………….. Jo bhi ho jahan bhi ho khushi rahoHai dua yahi meri tumhare liyeBhul jaun mai tumko apne liaKarta hun vinati yad ati ho jab bhiBhul janu mai tumko tumhare liyeHai vinati yahi meri tumse tum yad na aya karoTumhen bhulane ki koshishen bhi tamam nakam ho gai haiPhul banker khilati ho kahin to chubhati ho kante kahinNa jane kaise pal main badal jati ho tumYe duniya ke badlte rishte kya jane kab kahan kaise …………………… Masumiyat sa chehra tera oreKanton mai khilata phul tuJab yun hi murjha gaya tha toEk avaj ne mujhse yon kaha Do sahara vo phool jo gira haiLo utha usako hai nadan abhiBhataka hua hai ……………………Dikhao rasta usako…………………Avaj jo yon ati rahiBar bar vo yon kahti rahiHo vo kante tumhi usakeJo karoge raksha usaki to Khil khilayega fir voHansoge tum bhiBanega sitara bagiya ke mali kaEk din………………. Socha to yahi tha Kiya tha vo sabBhulaya tha unako Jo the kabhi apneAi thi boo unseKaha tha unhone vo jo mujhaseBheja tha tumko jinhoneTha vo din jo apnaya tha Phool ko samajh kar yahi

One Response to “Kuch Khatta Meeta”
By arvind on Nov 20, 2007 | Reply
bahut khoob!!
very nice!