Jaane Kya Talash Hai,
Kho Kar Bhi Apna Sab Kuch,
Tujhko Paane Ki Aas Hai,
Tumhare Khayalo Mein Dil,
Rahta Hai Khoya Khoya,
Ankhe hoti hai khuli,
Par mein phir bh soya soya,
Jaane kya talash hai,
Apne wajood ki,
Ya tumhare,
Par itna sach hai,
Ki bepanah muhabbat hai tumse.